Allama Muhammad Iqbal, the poet of selfhood and vision, Allama Iqbal is one of the greatest thinker and poet. His poetry are not just poetry they are a timeless message of hope, motivation and awakening. In this pest we provide you 9 best urdu quotes of Allama Iqbal. Here are best Urdu Quotes of Allama Iqbal.
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحان اور بھی ہیں
Sitaron se aage jahan aur bhi hain,
Abhi ishq ke imtihaan aur bhi hain.
Beyond the stars are still more worlds,
There are still more tests of love to go through.
خُدی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خُدا بندے سے خود پوچھے، بتا تیری رضا کیا ہے
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle,
Khuda bande se khud poochhe, bata teri raza kya hai.
Raise yourself so high that before every destiny,
God Himself will ask, "What is it that you desire?"
تو شاہیں ہے، پرواز ہے کام تیرا
تیرے سامنے آسمان اور بھی ہیں
Tu shaheen hai, parwaaz hai kaam tera,
Tere samne aasman aur bhi hain.
You are a falcon; soaring high is your destiny,
There are still many skies ahead of you.
عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی، جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
Amal se zindagi banti hai jannat bhi, jahannam bhi,
Yeh khaaki apni fitrat mein na noori hai na naari hai.
Through action, life becomes either heaven or hell,
Man's nature is neither angelic nor devilish by default.
نہیں ہے نا اُمید اقبال اپنی کشت ویراں سے
ذرا نم ہو تو یہ مٹی بڑی زرخیز ہے ساقی
Nahi hai na-umeed Iqbal apni kisht-e-veeran se,
Zara nam ho to yeh mitti bari zarkhaiz hai saqi.
Iqbal is not hopeless from his barren land,
With just a little moisture, this soil can be very fertile.
خودی کا سرِ نہاں لا الہ الا اللہ
خُدی ہے تیغ، فساں لا الہ الا اللہ
Khudi ka sirr-e-nihaan La ilaha illallah,
Khudi hai tegh, fasan La ilaha illallah.
The secret of selfhood is: There is no god but Allah,
The self is a sword, its wisdom is: There is no god but Allah.
افراد کے ہاتھوں میں ہے اقوام کی تقدیر
ہر فرد ہے ملت کے مقدر کا ستارہ
Afrad ke haathon mein hai aqwam ki taqdeer,
Har fard hai millat ke muqaddar ka sitara.
The destiny of nations lies in the hands of individuals,
Each person is a star in the fate of their nation.
ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے
بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا
Hazaron saal nargis apni be-noori pe roti hai,
Bari mushkil se hota hai chaman mein deedawar paida.
For thousands of years the narcissus weeps over its blindness,
It is only after much difficulty that a visionary is born in the garden.
عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں
نظر آتی ہے ان کو اپنی منزل آسمانوں میں
Uqaabi rooh jab bedaar hoti hai jawanon mein,
Nazar aati hai unko apni manzil aasmaanon mein.
When the eagle-like spirit awakens in the youth,
They begin to see their destination in the skies.